Allah'sNames
Nabi'sNames
Indian Movie Songs
PakiSongs
Pak Radio
Live Cricket
Indian Radio
Naat Paak
Guest Book
Urdu Poetry
Download Java
Free Softwares
Live Chat
Contact Us
.:: ModerNislamabad Forum::. Twin Cities Online Community < Join Now >

   
 
  *Poetry competition

Please Send ur own poetry on our web site...PLEASE VOTE THE POETRY FROM GIVEN BELOW WHO'S THE BEST POETRY IN OUR SITE POETRY COMPETITION !!! Send Ur Votes On Geo_Tv_Designers@Yahoo.Com......


For Vote The Best Poetry CLICK HERE !




Name:
Homepage:
Your message:

  I AGREE !

<- Back  1  2  3  4  5  6  7  8  9 Continue -> 
Name: MALIK USMAN [YAHOO NET CAFE ]
Homepage:-
Time:08/24/2007 at 5:21pm (UTC)
Message:HER MOOR KA KOI MAQAAM NAHIN HOTA HER RISHTEY KA KOI NAAM NAHIN HOTA DIL KI ROSHNI SE DHUNDA HAI AAP KO WERNA AAP JESA DOST DHUNDNA ITNA AASAN NAHIN HOTA [03219530083 ]

Name:********************
Homepage:-
Time:08/10/2007 at 3:56pm (UTC)
Message:dil hee to hai na sang-o-KHisht dard se bhar na aaye kyoN ?
royeNge ham hazaar baar, koee hameiN sataaye kyoN ?
dair naheeN, haram naheeN, dar naheeN, aastaaN naheeN
baiTHe haiN rehguzar pe ham, GHair hameiN uTHaaye kyoN ?
jab woh jamaal-e-dil_faroz, soorat-e-meher-e-neem_roz
aap hee ho nazzaara_soz, parde meiN muNh chupaaye kyoN ?
dashna-e-GHamza jaaN_sitaaN, naawak-e-naaz be_panaah
tera hee aks-e-ruKH sahee, saamne tere aaye kyoN ?
qaid-e-hayaat-o-band-e-GHam asl meiN dono ek haiN
maut se pehle aadmee GHam se nijaat paaye kyoN ?
husn aur uspe husn_zan rah gayee bulhawas ki sharm
apne pe 'eitmaad hai, GHair ko aazmaaye kyoN ?
waaN wo GHuroor-e-iz'z-o-naaz yaaN yeh hijaab-e-paas-e-waz'a
raah meiN ham mile kahaaN, bazm meiN wo bulaaye kyoN ?
haaN wo naheeN KHuda_parast, jaao wo be_wafa sahee
jisko ho deen-o-dil 'azeez, uskee galee meiN jaaye kyoN ?
'GHalib'-e-KHasta ke baGHair kaun se kaam band haiN ?
roiye zaar-zaar kya, keejiye ha

Name:jani
Homepage:-
Time:08/06/2007 at 9:05am (UTC)
Message:Sawaal paani ka nahi, Pyaas ka hai,
Sawaal maut ka nahi, Saans ka hai,
Dost to duniya mein bahut hain magar,
Sawaal dosti ka nahi Vishwas ka hai

Name:Atiq Jan
Homepage:-
Time:08/06/2007 at 7:56am (UTC)
Message:Tu nai aya teri yad akey tera wada yar wafa kar gai,
Rai tam milan di pal pal menon mera amman sakoon tabah kar gai,
buha kharkeya sohneya kai wari assan samjeya assar dua kar gai,
buha khol key wekheya koi wi nai sadey nal mazaaq hawa kar gai.

Name:Saadi 
Homepage:http://www.irfan-saad.page.tl
Time:08/04/2007 at 5:18am (UTC)
Message:Tussi hasde ho saanu haasan waaste
Tussi roondein ho saanu roolan waaste
Ek baar russ ke tan wekh
Assi apni jaan de deiyange twanu manane waaste

Name:MINAHIL
Homepage:-
Time:08/03/2007 at 8:49am (UTC)
Message:YAAD RAKHNA HI MOHABBAT MAIN SAB KUCH NAHI HOTA BHOOOOOOOOL JANA BHI BARI BAAAAAAAAAT HOTI HAI;)

Name:MINAHIL
Homepage:-
Time:08/03/2007 at 8:48am (UTC)
Message:UNHI RASTON PR JIN PER TM SAATH THY MERY MUJHY ROK ROK POOCHA TERA HAMSAFAR KAHAN HAI??????

Name:MINAHIL
Homepage:-
Time:08/03/2007 at 8:41am (UTC)
Message:HAM NE AANSO KO BOHAT SAMJHAYA K TANHAI MAIN AAYA KARO MEHFIL MAIN AA KER HAMARA MAZZAQ NA URAYA KARO AANSO TARAP KAR BOLA ITNY LOGON MAIN BHI AAP KO TANHA PAATA HOOON IS LIYE AAPKA SAATH DENY AA JATA HOON>:(

Name:MINAHIL
Homepage:-
Time:08/02/2007 at 11:07am (UTC)
Message:AFTER EVERY SEARCH THE DESTINATION ACCOMPANIED US LIKE A FRIENDLY FELLOW TRAVELER WHEN THIS COMRADSHIP WAS LOST THE DESIRE TO FIND WAS ALSO VANISHED MIRROR'S HEART FELT SAD AT EVERY CRACK WHEN IT CRASHED INTO PICES A SINGLE CRACK COULD NOT SURVIVE

Name:malik usman ( yahoonet cafe )
Homepage:-
Time:08/01/2007 at 1:31pm (UTC)
Message: khowab dekha bhi nahin aur toot gaya,
Woh hum se mila bhi nahin aur rooth gaya,
Hum jagtey rahey aur dunya soti rahi ye
"BARISH" hi thi jo merey sang ROTI rahi

 
>> Advertisement Here<<
 
>> Advertisement Here<<
 
 
.:: ModerNislamabad Forum::. Twin Cities Online Community < Join Now >

Literature News politics Articles MAVERICK PAKISTANIS

This website was created for free with Own-Free-Website.com. Would you also like to have your own website?
Sign up for free